allah swt suhail k … allah swt suhail k ami abu ko saber ata kare or un ki is takleef ka bahot ziyada ajar ata kare ameen. aj kal har insan paise k piche para huha hae yeh soch nahee ati k kisi pal bi mot ka farishta a kar sath le jae ga sab kuch yahee reh jae ga. aj kal jo hamare kartut hain yeh qiyamat ki nashaniyan hain lekin mera yeh pakka yakeen hae k jab bi ham kisi k sath bura karte hain to us ka aser ham par bi hota allah har waqt dehkte rehte hain or kaya hamari jan aise chut jae gi?
March 7th, 2010 at 5:13 pm
allah swt suhail k …
allah swt suhail k ami abu ko saber ata kare or un ki is takleef ka bahot ziyada ajar ata kare ameen. aj kal har insan paise k piche para huha hae yeh soch nahee ati k kisi pal bi mot ka farishta a kar sath le jae ga sab kuch yahee reh jae ga. aj kal jo hamare kartut hain yeh qiyamat ki nashaniyan hain lekin mera yeh pakka yakeen hae k jab bi ham kisi k sath bura karte hain to us ka aser ham par bi hota allah har waqt dehkte rehte hain or kaya hamari jan aise chut jae gi?